Monday, 5 June 2017

khushi phool dosti shayari

Khushi Ek Phool Hai Jisse Dosti Ki Thandi Chaon Chahiye
Gham Ek Nadiya Hai Jisse Par Karne Ke Liye
Dosti Ka Sahara Chahiye
Pareshani Zindagi Ka Hissa Hai
Jisse Baatne Ke Liye Sacha Dost Chahiye
Jiske Paas Sachcha Dost Hai
Usse Zindagi Mein Aur Kya Chahiye….

ishq key khayaal

Ishq Key Khayaal Bohat Hain..
Ishq Key Charche Bohat Hain..
Sochte Hain Hum Bhi Kar Le Ishq..
Par Sunte Hain Ishq Mein Kharche Bohat Hain..

aakhon se

Aankhon se aansoo ki bidai kar do
Dil se gam ki bidai kar do,
Agar man na lage kaheen to ...
.
.
.Aao mere ghar ki saphai kar do ....!

sab kehte hai

Sab kehte hain hum hain shayar bekaar
Petrol se bhi jo na chale aise hain hum wo car
Saari duniya me ek hi to hai aap jaisa
Jisko taarif k liye keh sakoon thanks yaar !!

cchehra shyari123

Pyaar Se Chahe Armaan Mang Lo,
Roothkar Chahe Muskaan Mang Lo,
Tamanna Yeh Hai Ki Na Dena Kabhi Dhokha,
Fir Hanskar Chahe Meri Jaan Mang Lo..

mohabbat shayari

Mohabbat Meri Bhi Bahut Asar Karti Hai,
Yaad Aayenge Bahut Jara Bhool Ke Dekho.
मुहब्बत मेरी भी बहुत असर करती है,
याद आएंगे बहुत जरा भूल के देखो।